Thursday, July 22, 2010

Lord you are eterenal

I see the mountains, I see the storm
I see the people whom I've known
I see the oceans that you've calmed
I see the living and who've gone

Chorus:
Lord You are eternal
Lord you are everlasting
Your love unchanging
Your mercy overflowing


I see the nature and the world
The peace within seem so blurred
I wish there were tides and flood
To cease the treason and the blood


Pre-bridge:
Lord you, please come
And rescue us from death and sin,
Only You


Bridge:
Oh Lord, where are you?
Oh Lord, we wait for you

Tera naam hai

Asmaanon mein bhi tera naam hai
Kaynat mein bhi tere nishaan hai
Andheron mein roshan sa armaan hai
Umeedon ke paar tera jahan hai

Tum keh gaye, tum aaoge
Mere dard ko mitaoge
Tum keh gaye tum aaoge
Sang apne le jaaoge


Tute kandhoko bhi tu sambhaale
Bikhare khushiyon ko bhi tu nihare
Pighalte umeedon ko bhi tu bachaye
Gumraahon ko raah bataye

Tum keh gaye, tum aaoge
Apne rooh ko hum tak pahunchaoge
Tum keh gaye, tum aaoge
Apne raah par tum chalaoge


Ibadaton mein bhi tera naam hai
Duaaon mein bhi tera naam hai
Ishwar, Allah ya phir Ram hai
Mazhabon mein bhi tera naam hai

Tum keh gaye, tum aaoge
Hum sabko tum bachaoge
Tum keh gaye, tum aaoge
Nafraton ko tum mitaoge

Tuesday, July 13, 2010

A Dream

Is gali, us dagar, jaa rahe hum kidhar
Woh raat, woh subha, woh waqt, woh peher
Woh nanhi ungaliyon mein dabi si kali
Pyaare sapno ko apne sang le chali

Ae khuda x4


Nafraton ke beech mein, paigaam ek layi
Khushiyon ke phoolon ke saugaat hai layi
Farebon ke andheron mein ek roshni aayi
Zindagi nihaaregi, aisi uski sachchayi

Ae khuda x4


Umeedon se bhara uska woh jazba
Nazrein uski to karti thi bayaan
Uske lafzon ko insaan na suna
Seedhi aur nyaari uski woh ada

Ae khuda x4